Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Lyrics - Jubin Nautiyal

 Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Lyrics Jubin


Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Lyrics by Jubin Nautiyal featuring Gurmeet Choudhary, Sherine Singh, Kaashish Vohra, Altamash Faraz is a latest Hindi song. Music composed by Meet Bros and Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Lyrics written by Manoj Muntashir.


Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila song details:

Song:Bedardi Se Pyaar Ka
Singer:Jubin Nautiyal
Lyrics:Manoj Muntashir
Music:Meet Bros
Cast:Gurmeet Choudhary,
Sherine Singh,
Kaashish Vohra,
Altamash Faraz
Label:T-Series


Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Lyrics

Bedardi se pyaar ka sahara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dobara mila

Full lyrics will be available after the song releasing.

The song “Bedardi Se Pyaar Ka" by Jubin Nautiyal is the new version of old song “Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila" from Bewafa Sanam movie and sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan.

Bedardi Se Pyar Ka Sahara Na Mila Old Version Lyrics


Bedardi se pyaar ka sahaara na mila
Sahaara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dubara mila

Bedardi se pyaar ka sahaara na mila
Sahaara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dubara mila
Bedardi se pyaar ka

Tut gayaa pyaar ka suhana sapna
Tut gayaa pyaar ka suhana sapna
Woh hi nikla begana jise jana apna

Iss gham ki kasti ko kinara
Na mila sahara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dubara mila
Bedardi se pyaar ka

So jaye jamana main jagu raathon ko
So jaye jamana main jagu raathon ko
Kaise bhul jau uskee main dil ki baton ko

Bedardi se pyaar ka sahaara na mila
Sahaara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dubara mila
Bedardi se pyaar ka

Rota hai dil use yaad karke
Rota hai dil use yaad karke
Woh to chala gayaa mujhe barbaad karke

Uskee yaado se dil ko karaar na mila
Sahaara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dubara mila

Bedardi se pyaar ka sahaara na mila
Sahaara na mila
Aisa bichda woh mujhko na dubara mila

Bedardi Se Pyaar Ka Sahara Na Mila Video